Posts

Ram Navami kab aur kaise manae jae is 2020 mai

Image
Vishesh Jankari About Ram Navami Kyo Manaya jata hai: Is din Marayada Purshottam Shri Ram Ka janam hua tha.  Thithi: Chaitra Shukal Ki Navami Is saal kab manae: 2nd April,2020 Shubh Muhrat: 11:15 a.m. - 1: 45 p.m. Kya Bhog Lagae: Faal, Phool Aur Kheer Ram Navami hinduo ke mukya tyoharo mai se ek tyohar hai. Issi din Chaitra Navaratri ki samapti bhi hoti hai, isliye is din ki manyata aur bhi bhad jati hai. Log is din vrat bhi rakhte hai. Mana jata hai is din jo pavitra nadi mai nahata hai uske sare paap uthar jate hai aur bahut punya ki prapti hoti hai. Is varsh Covid-19 ki vajah se hum nadi mai dupki to nahi laga paege par hum ek kaam jarur kar sakte hai wah hai ki hum nahate samay Ganga Jal se jarur snaam kar sakte hai aur punya ki prapti pa sakte hai. Puja Ki Vidhi              Sab se pehle khud naha le aur phir Ramji ki murti ya photo sthapit kare. Phir bhagwan ko snaan karwae aur phulo se sajae. Kamal ka phool bhagwan ka priya hai kyo ki Ramji Vishnu